Trump Card

Hindi Song: Tumhaare Liye
Movie or Album: Trump Card
Singer(s): Alka Yagnik, Kunal Ganjawala
Music Director(s): Lalit Sen
Lyricist(s): Nawab Aarzoo
Hindi Lyrics
saanson ka hai yeh bandhan tumhaare liye
yeh mere dil ki dhadkan tumhaare liye
dekhe the jo bhi sapane, abb ho gaye hai apane
main toh bani hoon saajan tumhaare liye, tumhaare liye
tumhaare liye, haan tumhaare liye
saanson ka hai yeh bandhan tumhaare liye
yeh mere dil ki dhadkan tumhaare liye
palakon mein apani chhupa lo mujhe umrr bhar
najaron se dil mein basaaya tujhe humsafar
palakon mein apani chhupa lo mujhe
najaron se dil mein basaaya tujhe, basaaya tujhe
halaka sa ik nasha hai, mujhako bhi kuchh huwa hai
behaka huwa hai saawan tumhaare liye, tumhaare liye
tumhaare liye, haan tumhaare liye
hmm chupake se kaano mein kya keh gayi yeh hawa
main ban gayi hoon tere dard-e-dil ki dawa
chupake se kaano mein kya keh gayi
main ban gayi dard-e-dil ki dawa, dil ki dawa
yuun bekhudi mein hum tum chalate rahenge humdum
bajati hai pyaar ki dhun, tu tumhaare liye, tumhaare liye
tumhaare liye, haan tumhaare liye
saanson ka hai yeh bandhan tumhaare liye
yeh mere dil ki dhadkan tumhaare liye
dekhe the jo bhi sapane, abb ho gaye hai apane
main toh bani hoon saajan tumhaare liye, tumhaare liye
tumhaare liye, hmmm tumhaare liye
_____________________________________________
2)
Hindi Song: Shadows of The Night
Movie or Album: Trump Card
Singer(s): Suzanne
Music Director(s): Lalit Sen
Lyricist(s): Lalit Sen
Hindi Lyrics
shadows of the night the ?? moon you feel the light
?? everywhere, you may not be your way
spirits in the sky they haunt the darkness of night
dont hang around
there is something in the air
shut your windows, lock the doors
stay away all night
no use running they keep on coming, shadows of the night
you may ?? in dream, in desparation make you scream
??
just legging on for life, its not ?? it sound
its ?? death you turn aroung if some there
shadows everywhere
shut your windows, lock the doors
stay away all night
no use running they keep on coming, shadows of the night
_____________________________________________
3)
Hindi Song: Raat Ka Jaadu
Movie or Album: Trump Card
Singer(s): Sunidhi Chauhan
Music Director(s): Lalit Sen
Lyricist(s): Sunil Jha
Hindi Lyrics
tell me baby
raat ka jaadu
masti mein dubkar yuun jhumane lagoge
dilbar ke gesuyon ko chumane lagoge
main hoon raat dekhana hai toh bolo dikha du
raat ka jaadu jaadu jaadu, raat ka jaadu - (2)
husn ki har ada jab kehar dhaati hain
dil phisal jaate hain, saansein thehar jaati hain
(isase tu bhi na bach paayega
isase tu bachake kidhar jaayega) - (2)
dekhana hai toh bolo dikha du
raat ka jaadu jaadu jaadu, raat ka jaadu - (2)
jab gujar jaaogi pyaar ke mod se
khud mein kho jaaogi yeh jahaan chhodake
khubsurat bala hai wafa, is liye toh hai sabse juda - (2)
dekhana hai toh bolo dikha du
raat ka jaadu jaadu jaadu, raat ka jaadu - (2)
masti mein dubkar yuun jhumane lagoge
dilbar
_____________________________________________
4)
Hindi Song: Life Is Fun Mastiya Hain
Movie or Album: Trump Card
Singer(s): Shaan, Sunidhi Chauhan
Music Director(s): Lalit Sen
Lyricist(s): Nawab Aarzoo
Hindi Lyrics
tumhaare liye hai
life is fun mastiya hain
come on guys dil jawaan hai
aao na, jhumon na, yaaron ka saath hai
o yaaron lehraao waah kya baat hai
toh gaao na ho o o o.... - (4)
(ik halchal hai pal pal, dil paagala ho gaye
kya soche chal chal chal, raste hai kuchh naye) - (2)
yeh mauka phir aisa na jaane kab mile
khushiyon ke yeh lamahe na jaane kab khilein
toh gaao na ho o o o.... - (4)
(yeh ??? hungaame bin kya hai jindagi
mushkil se milati hai, masti ki do ghadi) - (2)
hey har sapana apana hai, kal hoga apana raaj
socho na jhumon na jine hamein hai aaj
toh gaao na ho o o o.... - (4)
life is fun mastiya hain
come on guys dil jawaan hai
aao na, jhumon na, yaaron ka saath hai
o yaaron lehraao waah kya baat hai
toh gaao na ho o o o.... - (4)
_____________________________________________
5)
Hindi Song: Dil Nakaam
Movie or Album: LSD Love Sex Aur Dhokha
Singer(s): Sunidhi Chauhan
Music Director(s): Sneha Khanwalkar
Hindi Lyrics
(ishq maja hai, ishq wafa hai
ishq ada hai, ishq nasha hai) - (2)
iss ishq ke chakkar mein padake
dil ho gaya ho gaya ho gaya ho gaya ho gaya....
dil nakaam dil nakaam dil nakaam.. aa aa... dil nakaam, dil nakaam aa....
(haan pyaar ke dariya mein dubake bekaraar dil ho gaya
dil lagaake tanhaayi mein jina mushkil ho gaya) - (2)
aajkal haal aisa hai meri betaabi ka
kya karun main bhala dil ki iss gustaakhi ka
iss ishq ke chakkar mein padake
dil ho gaya ho gaya ho gaya ho gaya ho gaya....
dil nakaam dil nakaam dil nakaam.. aa aa... dil nakaam, dil nakaam aa....
(saanson ki sarghoshiyon ko chain ka ehsaas do
aankhon ka samajho ishaara pyaar ki ik raat do) - (2)
jindagi har ghadi ji rahi teri khwaaish mein
bepanaah pyaar ki bewajah farmaaish mein
iss ishq ke chakkar mein padake
dil ho gaya ho gaya ho gaya ho gaya ho gaya....
dil nakaam dil nakaam dil nakaam.. aa aa... dil nakaam, dil nakaam aa....
(ishq maja hai, ishq wafa hai
ishq ada hai, ishq nasha hai) - (2)
iss ishq ke chakkar mein padake
dil ho gaya ho gaya are ho gaya haan ho gaya ho gaya....
dil nakaam dil nakaam dil nakaam.. aa aa... dil nakaam, dil nakaam aa....
_____________________________________________
6)
Hindi Song: Anta Habibi
Movie or Album: Trump Card
Singer(s): Kunal Ganjawala
Music Director(s): Lalit Sen
Lyricist(s): Shakeel Azmi
Hindi Lyrics
tu rava rava aankhon mein, tu hi meri saanson mein
tu rava rava aankhon mein, tu hi meri saanson mein
din mein tu hi, tu hi raaton mein
tu hi mere lamahon mein
junun bhi tu hi mera hai, sukun bui tu hi mera hai
tere bin jina saja hai, anta habibi, anta habibi
tujhe chaahata hai dil anta habibi, anta habibi
tujhe maangata hai dil ???
???
(haan maine basaaya tujhe yaadon mein
maine sajaaya tujhe khaabon mein) - (2)
tu jindagi ke iraadon mein, tu mere pyaar ke waadon mein
tu hi nasha mera, tu hi khumaar hai
tu hi khalish meri tu hi karaar hai
har dam mujhe bas tera bas tera intjaar hai, intjaar hai
junun bhi tu hi mera hai, sukun bui tu hi mera hai
tere bin jina saja hai, anta habibi, anta habibi
tujhe chaahata hai dil anta habibi, anta habibi
hey tujhe maangata hai dil ???
???
(tu hi meri maujon ka saahil hai
tu hi mere kadamon ki manjil hai) - (2)
meri tanhaayi mein bhi mehfil hai
tu hi meri zyst ka haasil hai
tu hi jawaab mera tu hi sawaal hai
tu hi khushi meri tu hi malaal hai
hardam tera tera hi khayaal hai, haan khayaal hai
junun bhi tu hi mera hai, sukun bui tu hi mera hai
tere bin jina saja hai, anta habibi, anta habibi
tujhe chaahata hai dil anta habibi, anta habibi
tujhe maangata hai dil
Comments
Post a Comment